Thursday, 25 July 2013

Jal chakra

Sandhya ab apni kitaabein lekar neeche nahi ati, aur akela baitha main apni purani kitaabon ki dhul jhadne laga hun. Saalon purani school ki meri kitaab mein maine aaj ek sundar sa diagram dekha.
Dharti ka paani sukh kar aasmaan ki or uthta hain toh uske baadal ban jaate hain, aur monsoon bharat ke upar aa jata hai, Varsha ka swagat mor apne nritya se karte hain. Ise Jal Chakra kehte hain.

Jal chakra ka diagram



Purani biology ki kitaab mein yeh diagram bhi mil gaye


No comments:

Post a Comment